Top 10 Ad Networks to Monetize Your Website and Boost Earnings 2024

 Top 10 Ad Networks to Monetize Your Website and Boost Earnings Introduction: As a website owner, monetizing your platform through advertisements can be an effective way to generate revenue. By partnering with reliable ad networks, you can maximize your earnings while providing relevant content to your audience. In this blog post, we will explore the top 10 ad networks that can help you monetize your website and boost your income. Google AdSense: Google AdSense is one of the most popular and widely used ad networks. It offers a user-friendly interface, a vast pool of advertisers, and a variety of ad formats to choose from. AdSense provides relevant ads based on your website's content and pays you for clicks or impressions. Media.net: Media.net is a leading contextual advertising network that specializes in delivering targeted ads. It powers the Yahoo! Bing Network and offers high-quality ads with competitive rates. Media.net supports various ad formats, including display, native, a...

WORDPRESS BLOG TRAFFIC KAISE BADHAYE COMPLETE SEO SETTING KAISE KARE

WORDPRESS BLOG TRAFFIC KAISE BADHAYE COMPLETE SEO SETTING KAISE KARE



WordPress Blog Traffic Kaise Badhaye ? “How To Increase Web Traffic” Aksar Bahut Se WordPress Blogger Ke Dimaag Me Ye Sawal Uthta Rehta Hai Blogging Me Fail Hone Ka Main Reason Bhi Yehi Hai Blog Par Traffic Kam Hona Yani Blog Par Visitor Ka Kam Aana.

Aaj Ke Hamare Post Isi Topic Par Hai Ke How To Improve Website Traffic “WordPress Blog Traffic Kaise Badhaye Complete Seo Setting Karke” Aise Blogger Jinke Blog Ya Website Par Traffic Bahut Kam Hai Ya Aa He Nahi Rahi Hai Unke Liye Ye Post Bahut He Important Hai.


Me Dusre Blogger Ke Bare Me Baat Na Karke Apne Bare Me He Batata Hu Mere Blog Par Hi Aaj Se 1 Month Pehle 100 Se 150 Visitors He Aate The Or Mera Blog One Year Old Hone He Wala Hai Me Bhi Internet Par Kuch Keywords Search Karta Rehta Tha “WordPress Blog Traffic Kaise Badhaye” “How To Get More Traffic To My Website” “How To Get More Website Traffic” “Increase Traffic To Your Website” Fir Mene Apne Blog Par Niche Diye Gaye Tips Ko Use Kiya Or Aaj Mere Blog Ki Traffic Achanak Se Badhkar 700 Se 1200 Visitor Ho Gayi Hai.



Agar Apke Blog Par Bhi Traffic Bahut Kam Hai To Aap Bhi In Tips Ko Use Kare Or Apne Blog Par Aane Wale Fast Seo Ko Dekhe To Chaliye Jante Hai WordPress Blog Traffic Kaise Badhaye.
WORDPRESS BLOG TRAFFIC KAISE BADHAYE 100 % WORKING IDEAS |BEST WAYS TO GET TRAFFIC TO YOUR WEBSITE ?
1. FAST LOADING , MOBILE FRIENDLY, GOOD LOOKING THEME USE KARKE.

Jo Theme Aapne Apne Blog Ke Liye Install Ke Hai Wo Fast Loding Honi Chahiye Yani Jab Bhi Koi Visitor Apki Site Par Aata Hai Or Kisi Page Ko Open Karta Hai To Wo Jaldi Open Hona Chahiye Iske Sath He Apki Theme Mobile Friendly Honi Chahiye Kyoki Sabse Jyada Traffic Mobile Device Se Hi Aati Hai Agar Aapki Theme Ka Look Accha Nahi Hai Or Aapne Widgets , Ads Etc Ko Sahi Se Setup Nahi Kiya Hai To Visitors Ese Pasand Nahi Karte Hai Or Apke Blog Par Jyada Time Tak Nahi Rukte Hai.

2. THEME KA DESIGN SIMPLE HONA CHAHIYE.

Jo Bhi Theme Aap Apne Blog Par Use Kar Rahe Hai Uska Design Simple Hona Chahiye Jo Aapke Visitors Ko Samajh Aa Sake Blog Par Aane Wale Jyadatar Visitors Simple Blog Ko He Pasand Karte Hai Agar Apke Blog Ka Design Difficult Hai To Visitors Apke Blog Se Exit Kar Jayega Or Kisi Dusre Blog Ko Visit Karne Lagega Isliye Jitna Ho Sakte Apne Blog Ka Design Simple Rakhe.
3. BLOG KO SEO – SEARCH ENGINE OPTIMIZATION KARE.

Blog Par Traffic Lane Ke Liye Seo Karna Bahut He Jaruri Hai Agar Ap Apne Blog Ka Seo Nahi Karenge To Apke Blog Par Traffic Na Ke Barabar Rahegi Blog Par High Traffic Pane Ke Liye Apko Apne Blog Ko Seo Friendly Bana Hoga Or On Page Seo, Off Page Seo Ke Sath Backlinks Bhi Banani Hongi.

4. POST ME HIGH QUALITY CONTENT LIKHE.

Aap Jo Bhi Post Likhe Usme High Quality Content Hona Chahiye Yani Aapko Apni Post Me Sabse Jyada Search Hone Wale Keywords Ko Likhna Hai Or Apki Post Me Minimum 1000 Words Se Jyada He Words Ho Or Post Likhte Time Off Page Seo Or On Page Seo Ko Bhi Dhyan Me Rakhkar He Post Likhe.
5. BLOG POST KO SEARCH ENGINES ME SUBMIT JARUR KARE.

Ye Tips Hamare Is Post “WordPress Blog Traffic Kaise Badhaye” Ke Sabse Importent Tps Hai Aap Job Hi Post Likhe Use Publish Karne Ke Baad Uske Url Link Ko Google, Yahoo, Bing, Yandex Jaise Search Engine Me Submit Jarur Kare Kyoki Jab Tak Aap Apni Post Ko Search Engine Me Submit Nahi Karenge Aapki Post Search Result Me Show Nahi Hogi Or Agar Aisa Hua To Apki Site Par Visitors Nahi Ayenge.

6. POST ME IMAGES JARUR LAGAYE.

Images Blog Post Ke Liye Bahut He Important Hoti Hai Kyoki 1 Image 1000 Words Ka Kaam Karti Hai Isliye Blog Post Me Images Hona Bahut Jaruri Hai Apke Dwara Post Me Add Ke Gayi Images Se Visitors Ko Samajhne Me Asani Hoti Hai Or Aap Image Ko Bhi Seo Friendly Banakar Apne Blog Par Visitors Ko Badha Sakte Hai.


Aap Jo Bhi Image Post Me Upload Kare Wo Clean Or Us Post Se Related He Honi Chahiye Apki Image Aise Ho Jo Visitors Ko Samajh Me Aa Jaye Image Ka Size Bhi Responsive Hona Chahiye Currpt Image Ko Upload Na Kare Kyoki Wo Show Nahi Hoti Hai.
7. SOCIAL SHARE BUTTONS KA USE KARE.

Blog Par Visitors Badhane Ke Liye Social Sites Bahut Badiya Platform Hai Aajkal Har Koi Facebook, Twitter, Instagram, Google + Jaise Social Sites Use Karte Hai Agar Kisi Visitors Ko Apke Blog Par Koi Post Pasand Aa Jaati Hai To Wo Use Apne Friends Ko Bhi Share Kar Sakte Hai Agar Apke Blog Post Par Social Share Buttons Hai To, Jisse Apke Blog Par Visitors Badh Jaate Hai.


Social Share Buttons Apni Post Me Add Karne Ke Baad Aap Post Me He Apne Visitors Se Request Kar Sakte Hai Apni Post Ko Share Karne Ke Liye.


8. POST ME KEYBOARD USE JARUR KARE.

Aap Jis Bhi Topic Par Post Likh Rahe Ho Aapko Apni Post Me Keyboard Jarur Use Karne Chahiye Kyoki Keyboard Se He Search Engine Ko Pata Chalta Hai Aapne Kis Topic Par Post Likhi Hai.


Agar Hum Apni Post Me Keyboard Use Nahi Karenge To Hamare Post Search Engine Me Rank Nahi Karegi Post Likhte Hue Apko Ik Focus Keyboard Bhi Add Apni Post Me Add Karna Hai Jo Apki Post Me First Paragraph Me H1 Heading Me Or Post Body Me Bhi 5-6 Bar Ana Chahiye.


Focus Keyboard Ko Bar – Bar Use Nahi Karna Chahiye Verna Search Engine Aapki Post Ko Spam Me Daal Dega Isliye Focus Keyboard Ko 5-7 Baar He Use Kare Or Keyboard Ke Density Ko Dhyan Me Rakhe.
9. GUEST POST KARTE RAHE.

Jab Hum Apne Blog Se Related Dusre Kisi Blog Par Apni Post Ko Publish Karate Hai Jisme Hamare Blog Ka Name Blog Ke Bare Me Or Hamare Bare Me Short Info. Bhi Hoti Hai To Use Guest Posting Kehte Hai.


Guest Posting Karne Se Us Blog Par Aane Wale Visitors Hamare Post Ko Padhkar Hamare Blog Par Bhi Visit Karne Lagte Hai Jisse Hamare Blog Par Traffic Aana Suru Ho Jaati Hai Isliye Hume Dusre Blog Par Guest Post Karni Chahiye.
10. BLOG PAR CONTINUE POST KARTE RAHE.

Website Ko Running Me Rakhne Ke Liye Aapko Lagatar Apne Dashboard Me Login Karte Rehna Chahiye Or Kisi Na Kisi Topic Par Post Likhte Rehna Chahiye Agar Aap Aisa Nahi Karte Hai To Aapke Blog Ke Rank Niche Jaane Lagti Hai Jisse Apke Blog Ka SEO Kamjor Hone Lagta Hai Isliye Apne Blog Dashboard Me Regulary Login Karte Rahe Or Post Publish Karte Rahe.
11. DUSRE BLOG PAR COMMENT KARTE RAHE.

Aap Apne Blog Se Related Other Blog Par Comment Karte Rahe Or Un Comments Me Apne Blog Ka Link Bhi De Jisse Us Blog Par Aane Wale Visitor Aapki Link Par Click Karke Apke Blog Par Bhi Aa Sake Comment Karne Se Apko Ik Backlink Bhi Milega. Apne Blog Par Aayi Comment Ka Reply Bhi Jarur Kare Aisa Karne Se Visitors Ko Aapki Site Se Help Milegi To Wo Bar – Bar Aapki Site Par Ayenge.
12. SEO TOOLS, PING TOOLS JAISE TOOLS KA USE KARTE RAHE.

Apne Blog Ke Seo Ko Improve Karne Ke Liye Hume Seo Tools Ka Use Karke He Post Likhni Chahiye Semrush, Ahrefs, Google Keyword Planner Tool, Jaise Tools Se High Quality Keyword Select Karke Post Likhne Se Aapki Post Search Result Me Pehle Page Par Rank Karegi Isliye Seo Tools Ka Use Karke He Post Likhe.

Yehi Wo Methods Hai Jo Hamari Is Post Ko Pura Karte Hai Or Sabhi Expert Blogger Bhi Inhi Tariko Ka Use Karte Hai Post Ka Seo Karne Ke LIye Agar Aap Upper Diye Gaye Sabhi Tips Ko Use Karte Hai To Apke Blog Par Bhi Acchi Traffic Aane Lagegi Or Kuch He Mahino Me Aapke Blog Ke Rank Me Bhi Sudhar Aa Jayega.

To Friends Aapko Hamare Ye Post “Wordpress Blog Traffic Kaise Badhaye” Kaise Lagi Hume Jarur Bataye Comment Karke Agar Apko Hamare Post Pasand Aayi Ho To Ise Social Sites Par Share Jarur Kare. Facebook Par Humse Judne Ke Liye Hamare Facebook Page Ko Jarur Like Kare.

Comments

Translate

Popular posts from this blog

Diagnostic Card Error Codes List (Debug Card) Pc Laptop Analyzer

Top 10 Ad Networks to Monetize Your Website and Boost Earnings 2024